SaketBihari ke dwara Indian Railway ke bare me kuchh bate batayi ja rahi hai jise aap dhyan se sune aur youtube par comment kare.
aapne dekha hoga ki railway me aneko tarah ki koche hoti hai jinme jo general boggy hota hai wo train ke ya to aage hota hai ya to pichhe hota hai.
Jaisa ki ham sabhi log jante hai ki train u turn nahi le sakti hai jaise ki hamlog saikil ko truck bus jeep aur truck ko ghumate hai. to kabhi train ka aage ka hissa pichhe hota hai to kabhi pichhe ka hissa aage hota hai.yani ki udahaaran ke liye mane ki train abhi a staition se b station ke liye chali hai to abhi uske aahe ka hissa aage hoga. station b par pahuch jane ke bad jaise hi station a ke kiye chalegi to train ka jo pichhla hissa hota hai wo abhi aage aa jayega.
abhi es video ko dekh lijiye aur phir ham aate hai main mudde par aur esme jo mujhe lagta hai us khel ke bare me batate hai
baki esse aage to shayad aap bhi jante hai aur mujhe poora vishwas hai ki aap comment karke bata dijiyega.
sath hi mera aapse anurodh hai ki aap mere whatsap channel telegram channel aur youtube channel par hame follow karke hamare sath jur jaiye isse hamara aur aapka yani kiham sabka hi fayda hai.
Thanks
Comments
Post a Comment